Knee Clinic
Read all reviews for Knee Clinic →
Bekar clinic he vahake staf ki koy…
Bekar clinic he vahake staf ki koy velyu nahi he kabhi bhi nikal dete he me khud job karti thi muje achank se nakl diya gaya koy notish nahi di bas bol diya kalse mat aana or vaha ke pesent bhi kamplen karte he ke koy rixalt nahi he to meto sabko kehti hu koy job ke liye ya therapi ke liye mat jana west of manny or therapist ki koy veliyu nahi he agar pesent badh jate he ti naye staf rakh lete he or kam ho jate he to nikal dete he isiye koy bhi mat jata Me vesu vali brach me thi.